Aai kash k insaan samajh pate k muhabbat batne me jo sokoon aur roohani mazah hai wo muhabbat ki tawaqqo rakhne me nahi hai. to duniya k tamam jhagde khatam ho jate.
Jab kidwai sir ki trah copy check ki jaye... Rizwan sir ki trah ideas diya jaye... Bairam Sir ki trah explain kiya jaye... Kausar ma'am ki trah contents laya jaye... Amirullah sir ki trah deliver kiya Jaye.... Samina ma'am ki trah preaching kiya jaye.. Vibha ma'am ki trah interpret kiya jaye... Kishwer ma'am ki trah interaction kiya jaye.. Akbar Sir ki trah contents loaded raha jaye.... Aur Darakhsan ma'am ki trah friendly raha jaye.. To sochen product kaisa tyar hoga..😍 Branded Alig! #rashidrichmind
Comments
Post a Comment
Your feedback are welcome