Khud Ehtamadi = Khuda Ehtamadi
Allah ne insaan ko sirf Niyat aur Koshish par ekhteyar diya hai. Kamyabi apne pas rakhi hai. Jab Insaan ka ta'aluq khuda se mazboot hojata hai. Usko khuda par pura ehtamad ho jata hai ki Wah sachhi mehnat aur nek niyat ko zaya nhi karta to wo khud ehtamadi dikhana shuru karta hai. Uska khud ehtamad fauladi hota hai jabki wo khuda k samne mohtajgi zahir karta rehta hai aur duago rehta hai.
Comments
Post a Comment
Your feedback are welcome