Skip to main content

Kamyaab kaun



Kya ham apne zindagi k imtehano me kamyab ho pate hai.???

1- jab gibat, chugli, ilzam se bachne ka mauka aata hai?

2- jab shikayat karne se rehjane aur sabr bandh lene ka mauka aata hai?

3- jab gussa pijane aur sabr kar lene ka mauka aata hai?

5- jab jalan se bachne aur mohabbat par tike rehne ka mauka aata hai?

6- jab jhoot se bachne aur sachhe bane rehne ka mauka aata hai?

7- jab gandagi se bachne aur apne kam, muamilaat, jism, zehan, jagah me safaai rakhne ka mauka aata hai?

8- jab adal aur insaaf karne aur kisi ki traf jhukao se bachne ka mauka aata hai?

9- jab ilm hasil karne aur galat trike ikhteyar karne se bachne ka mauka aata hai?

10- jab apni aql ko ilm k raste pe chalane aur khwahish ke sath razi na ho jane ka mauka aata hai?

Comments

Popular posts from this blog

Analysis of my teacher

Jab kidwai sir ki trah copy check ki jaye... Rizwan sir ki trah ideas diya jaye... Bairam Sir ki trah explain kiya jaye... Kausar ma'am ki trah contents laya jaye... Amirullah sir ki trah deliver kiya Jaye.... Samina ma'am ki trah preaching kiya jaye.. Vibha ma'am ki trah interpret kiya jaye... Kishwer ma'am ki trah interaction kiya jaye.. Akbar Sir ki trah contents loaded raha jaye.... Aur Darakhsan ma'am ki trah friendly raha jaye.. To sochen product kaisa tyar hoga..😍 Branded Alig! #rashidrichmind